Wednesday, October 27, 2004

Lyrics of 'Kaho na Kaho' song - film Murder

1. Kaho na Kaho, Ye aankhein bolti hain, o sanam o sanam ; o mere sanam
Mohabbat ke safar mein ye sahara hai ; Wafa ke saahilon kaa ye kinara hai

Now Repeat 1

2. Badalon se oonchee udaan uskee ; sabse alag pehchan uski
Us-se hai pyaar kee kahani mansoob ; aati jaati saason kee rawani mansoob

Now Repeat 2

Tamallee ma aaa, wallah ya ta ha idbam
Tamallee ma aaa

Kaho na Kaho, Ye aankhein bolti hain, o sanam o sanam ;; o mere sanam
Mohabbat ke safar mein too hamara hai ;; Andhere raaston ka too sitara hai

Tamallee habeeb ...

Tu hee jeene ka sahara hai ; Meri maujon ka kinara hai
Mere liye ye jahan hai tu ; Tujhe mere dil ne pukara hai

3.Kaho na Kaho, Ye aankhein bolti hain, o sanam o sanam ; o mere sanam
Labon pe naam tere bas hamara hai ; ye tera dil bhee jaana a-ab hamara hai

Repeat 3 ( replace aankhen with Saansein )

4.khwabon mein tujhako sanwara hai ; Jazbon mein apne utara hai.
Meri ye aankhen jidhar dekhen ; Tera hee tera nazaara hai

Repeat 4 - 3ice





<< Home

This page is powered by Blogger. Isn't yours?